3 379
  • yeah πŸ™‚

  • @Farhan Raza yeah yeah

  • @Crystal yup πŸ™‚

  • yup

  • @G@l@)(Β₯✨ B&S yeah same πŸ™‚

  • @Farhan Raza ooh nice

  • @G@l@)(Β₯✨ B&S ha sab ki kahani main bure hote hai

  • @Crystal ahm ahm suno zara

  • @Crystal online hu tu reply karo

  • @Farhan Raza haan bolo

  • @Crystal ek dare mila ha help kar sakte hu

  • @Farhan Raza ooh par mai isme kya help kar sakta huu

  • @Farhan Raza and kisne diya hai

  • @Crystal jo dare ha kya main tum ko khe kar complete kar sakti hu bass bura mat manna

  • @Crystal Sofia didi ne πŸ™ƒ

  • @Farhan Raza ab Sofia jo dd hai mai to nahi jaanta chodo

  • @Farhan Raza thik hai karlo

  • @Crystal hm

  • @Crystal ok but mujhko sharam aa rahi ha πŸ˜‚

  • @Farhan Raza haan karlo mujhe kya πŸ™ƒ

  • @Crystal but tumko bura lagega yrrr pehle se he sorry agar tumko hurt hu tu πŸ˜…

  • @Crystal ahm ahm tu I love you so much

  • ufff aaise hi n karna hai konsa real mai kar rahi hoo

  • @Farhan Raza ho gaya

  • @Crystal ahm ahm ha

  • @Crystal ha ye bhi ha but yrr phir bhi

  • @Crystal btw aayu ko kya hua baat he nhi karta 😢

  • @Farhan Raza haan chalo jao Jake dikhado Sofia dd ko

  • @Farhan Raza idk jaise tum merese nahi karti thi waise hi woo bhi nahi kar rah hoga

  • @Crystal kya mtlb main nhi kar rahi thi baat πŸ˜‘

  • @Crystal hmm

  • @Farhan Raza uff chodo na

  • @Farhan Raza chalo usse pucho kyu nahi kar raha hai

  • @Crystal btw maine kabhi nhi socha tha ki jab life main pehli baar I love you bologi tu wo bhi dare hoga lol πŸ˜‚πŸ˜‚πŸ˜‚πŸ˜‚

  • @Crystal ahm ahm wo vaishu se Zada baat karta ha 😢

  • @Farhan Raza hehe lol πŸ˜‚πŸ˜‚

  • @Farhan Raza haan uska reply de deta hai

  • @Farhan Raza ufff

  • @Crystal ahm ahm choto mujhe kya mujhe koi fark nhi padhta mera kya he lagta ha wo karne do jisse bhi kare baat mujhe kya

  • ye bolne se kuch fayda nahi tumko bura lag raha hai tumko bata nahi hai lekin lag rah hai

  • @Crystal aisa nhi ha wo sirf dost he tu ha main kyu bura mano πŸ™‚

  • @Crystal uski apni Alag life ha

  • @Crystal main kisi se nhi jealous nhi hu rahi hu

  • @Farhan Raza are haan par hota hai yaamr jab aap kisi se baat karna chao or wo na kare kisi or se kare to bohot fark badta hai πŸ˜”

  • @Farhan Raza mere sath bhi huaa hai

  • oo

  • @Crystal oo tumhare sath bhi hua ha tu wo kon ladki ha

  • @Farhan Raza nahi ladka tha

  • @Farhan Raza shirf ladki ke liye hi hota hai kya πŸ˜‘

  • @Crystal kya oo ladka tha

  • @Crystal Ahm ahm ha shayad hota hu ladki ke liye

  • @Farhan Raza are mera to nhi huaa

  • @Crystal oo ok

  • @Crystal ahm ahm sach bolo tu ha mujhe bura tu lagta ha but kya kar sakte ha main usse 6 month badhi hu πŸ™‚

  • @Crystal I mean bura nhi bahut bura but chodo 😁

  • @Farhan Raza ooh

  • @Farhan Raza mujhe bata tha tumhare bolne te tarike se hi bata chal raha tha

  • @Crystal hm kisi se mat khena bestfriend hu tu bataya

  • @Farhan Raza ab ye bhi bata do tumko wo pasand hai na

  • @Farhan Raza hehe usko bata duu kyaa

  • @Crystal chodo wo mere se 6 month chota ha

  • @Farhan Raza nahi batata rah majak tha

  • @Farhan Raza ooh to ussi liye chod dogi waah

  • @Crystal kya batao ge oo maine jo hm likha tha wo maine dusre msg par kara tha

  • @Crystal chod dogi kya mtlb πŸ˜…

  • @Farhan Raza mtlb pasand hai naa bas isi liye kyuki tum usse 6 months badi ho to nahi hai

  • @Farhan Raza kisko chodna hai

  • @Crystal ahm ahm pasand ummm wo mmmm

  • @Crystal ahm ahm πŸ‘€

  • @Farhan Raza ye ummmmmmm mmm kya hai batao sidha sidha

  • @Crystal ummm wo ahm ahm woooo mmmm

  • @Farhan Raza i think haii huehuehue

  • @Crystal ahm ahm chodo na yrr tum bhi kya baat leke baith hu πŸ˜… ahm ahm

  • @Farhan Raza hehe mtlb hai sharam aa rahi hai khikhikhi

  • @Crystal ahm ahm chodo yrr πŸ˜…

  • @Farhan Raza ab mata chal gaya hai mujhe khikhikhi chalo chod diya

  • @Farhan Raza pata*

  • @Farhan Raza byem good night sweet dreams

  • @Crystal ahm ahm

  • @Crystal byem good night sweet dreams and take care

  • @Farhan Raza ahm ahm se nahi hoga πŸ˜‚πŸ˜‚

  • @Crystal btw kal team bhaiya ki stream hu tu aa jana aaj tu nhi aaye the

  • @Crystal are yrrr πŸ™ˆπŸ™ˆ

  • @Farhan Raza mai unki stream pe nahi aauga ignore karte hai koi ijjat hi nahi hai 1 saal se dekhne kaa or mukta and Jack new aaye hai

  • @Farhan Raza or unke sath private smp me khelte hai

  • @Crystal oo

  • @Crystal yup

  • @Crystal so rahe hu kya

  • @Crystal abhi tu 1:50 hu rahe ha

  • @Crystal reply naam hi bhi koi chiz hoti ha πŸ˜‘πŸ™„

  • @Crystal ignore mat karo πŸ™„

  • @Farhan Raza haan hoti hai

  • @Farhan Raza mai ignore nahi karta ufff

  • @Farhan Raza wo 1:50 mai mai mazid me tha

  • @Crystal ye uff kyu kar rahe hu

  • @Crystal tumko tu uff pasand nhi ye uff tu main bolti

  • @Farhan Raza kyuki mujhe sab ignore karte hai and tum mujhe bol Rahi ho is liye ufff kara

  • @Crystal ahm ahm 1:50wala msg kal ka tha kal raat ka tumne ignore kar diya πŸ™„

  • @Farhan Raza ahm ahm kal raat ko mai so Gaya tha jaldi hii

  • @Crystal ufff kon karta ha tumko ignore πŸ™„

  • @Crystal btw tumne aayu ka abhi ka post dekha kya

  • @Farhan Raza nahi

  • ruko

  • @Crystal oo tum jaldi bhi sote hu wah

  • @Crystal ok

  • @Farhan Raza haan ham jaldi bhi sote hai kabhi kabhi

  • @Farhan Raza or wo tumhara pyara aayu pagal hai kyaaaaa

  • @Farhan Raza itna jyada laga hai usko bol raha hai a small injury guys small injury kuch samjho pagal koo

  • @Crystal oyee kya mtlb pyaar

  • @Crystal kya mtlb pyaar bolo 🀨🀨🀨

  • @Farhan Raza pyaar nahi pyara

  • @Crystal oh jaldi bhi sote hu ok ok

  • @Farhan Raza haan haan

  • @Crystal ahm ahm tu pyara ke kya mtlbπŸ™„πŸ€¨

  • @Farhan Raza chodo tum

  • @Farhan Raza pyara pyaar bata nahi kya laga rakha hai ufff

  • @Crystal kitna samajh aao yrr kal ko stream pe lagi thi mujhse kaha ki choti si ha and ha table pe ek knife rakhi thi usse lagi

  • @Crystal ahm ahm

  • @Farhan Raza ooh

  • @Farhan Raza but table pe knife rakhi hi to usko kaise lagega koi sidha to rakh nahi hoga phir kaise

  • @Crystal and headache bhi ha usse sick bhi ha wo and haath bhi kat gaya aur upper se baar baar marne ki baat karta ha πŸ˜‘

  • @Farhan Raza uff careless

  • @Farhan Raza marne ke baad kyu

  • @Farhan Raza baat*

  • @Crystal idk bas itna pata ha ki bahut Zada lagi ha and knife se lagi

  • @Crystal idk baar baar khe ta ha mai marne chala , ab main marne jaa raha ,,, wo mare ya na mare main zarur mar jaogi πŸ˜‘ uski tension ma

  • @Farhan Raza ooho bechara

  • @Farhan Raza ahm ahm tension me mara Jaa raha hai yaha

  • @Crystal ahm ahm πŸ˜‘ye bate chodo ab πŸ˜… hehe

  • @Farhan Raza koi na crystal your first love thik ho jayega btw majak kar raha huu koi sawal nahi puchna hai

  • @Farhan Raza haan haan chodo

  • @Farhan Raza Shana padega usko and tumko khikhikhi 😁

  • @Crystal first love!!! ahm ahm

  • @Crystal hm chodo

  • @Crystal ahm ahm mujhko ? ahm ahm

  • @Farhan Raza haan

  • @Crystal but mujhe nhi lagta main usko pasand hu πŸ˜‚ usse tu sirf ek gf chahiye ab wo koi bhi hu πŸ™„

  • @Crystal ahm ahm

  • @Farhan Raza ladka gf ke liye bhi parisan hai dukh ho dukh

  • @Crystal usne tu 3rd class main first kiss bhi ki thi πŸ˜’

  • @Crystal mtlb

  • @Crystal ha ladki ke sath πŸ˜’

  • @Crystal chodo mujhe kya πŸ™„

  • @Farhan Raza mujhe ye to puchna nahi chahiye but lip to lip kiss

  • @Crystal uski baat he mat karo ab πŸ˜‘πŸ™„

  • @Crystal idk kahi bhi kare mujhe kya

  • @Crystal tum apni batao kaise hu

  • @Farhan Raza mai to mast huu

  • @Crystal ek baat batao kya

  • @Farhan Raza shayad

  • @Crystal hehe mast he rahu πŸ˜‰

  • @Farhan Raza haan batao

  • @Crystal aaj main dream ke world main gayi and

  • @Farhan Raza btw aayu to next level nikla

  • @Crystal idk why but wo kuch Zada he close aake baat kar raha tha I mean bahut Zada close aake

  • @Crystal jacku bhi tha but ek dam se bye bolke chala gaya

  • @Farhan Raza meri to tum first ladki ho jo mari friend bani thi uske phale Maine kisi se bhi baat nahi ki thi

  • @Crystal uski baat mat karo πŸ™„

  • @Farhan Raza ooh mene bola tha na ladki baj hai

  • @Farhan Raza dream

  • @Crystal jacku ne sirf ek baat he kahi ki dream bhaiya ko pyaar hu gaya ha

  • @Farhan Raza mtlb

  • @Crystal and dream ye bhi khe raha tha itna cute face ha beautiful πŸ™„

  • @Farhan Raza Maine phale hi Kahan tha dur rhana usse lekin tumko to wo accha lagta tha

  • @Farhan Raza bahot bura hai woo

  • @Crystal aur phir Instagram I'd mangne laga tu maine nhi di phir kha ki mujhe tumse baat kari ha kaise karo

  • @Farhan Raza uff chod do usse boldo mujhe nahi karni baat khatam

  • @Crystal oo main first female friend hu

  • @Farhan Raza khikhikhi πŸ˜…

  • @Crystal yup ladki baj he ha

  • @Farhan Raza kiski

  • @Crystal ahm ahm accha lagta tha ka kya mtlb hua 🀨

  • @Crystal ahm ahm bura ahm ahm itna bhi bura nhi ha cute ha πŸ˜…

  • @Farhan Raza mtlb Maine bola tha na harami hi to tumne bola mujhse aache se baat karta hai wohi bol raha huu

  • @Crystal ahm ahm Ik tharki , ladki baj etc... ha but cute lagta ha πŸ˜…

  • @Farhan Raza ooh raho cutie ke sath khikhikhi

  • @Farhan Raza btw kiski first female friend ho dream kii

  • @Crystal ahm ahm ha but maine sach kaha acche se he baat karta ha

  • @Crystal cutie ke sath ! aur hass kyu rahe hu?

  • @Farhan Raza tumko mera massage lat Jaa rah hai kya bahot late reply de rahi ho

  • @Crystal and ha kuch aisa waisa mtlb mat lena dream aur mere bare main main sirf dost he manti hu mujhe sirf aayu ki ahm ahm chodo

  • @Farhan Raza haan haan hamko bata hai aayu ko hi shirf ahm ahm

  • @Crystal nhi dream ki nhi hu first female friend

  • @Crystal hmm late jaa raha ha

  • @Farhan Raza mai sochunga bhi nahi itna ganda pasand nahi hoga tumhara khikhikhi

  • @Farhan Raza ooh phir kiski

  • @Farhan Raza first female friend

  • @Farhan Raza hello

  • @Crystal hlo 🀨

  • @Crystal kya hua main tu important bhi nhi hu tumhare liye

  • @Farhan Raza mtlb

  • @Farhan Raza woo mai kaise batata

  • @Crystal bestfriend hu bata sakte the

  • @Crystal main konsa kuch kheti tumko

  • @Farhan Raza haan but samjhona

  • @Crystal tum mukta ko sab like karte hu ya pyaar bhi hu gaya 😁

  • @Crystal hehe ye sab kaise hua mujhe batao tu kab tumko mukta se pyaar hoa and mukta ko kab hehe 😁😁😁

  • @Farhan Raza ahm ahm 😁 kaise bataou

  • @Crystal batao tu hehe

  • @Farhan Raza like hi karta tha phale bata nahi kab ho gaya

  • @Farhan Raza 😁😁🀫

  • @Crystal hehe mujhe lagta tha mukta tumko like Karti ha but tum bhi πŸ˜‚ nice life set hu gayi πŸ˜‰

  • @Farhan Raza ahm ahm life set khikhikhi

  • @Crystal hehe but like kab se karna start kara tha πŸ˜†

  • @Farhan Raza and tumhara wo baat sahi tha wo sab jhut bol rahi thi wo tabse karti thi jab usne phali baar bataya tha

  • @Crystal hehe kash mukta tumse choti hoti tu aur bhi accha hota

  • @Crystal ek confusion ha tum ko main jiju kaho ya bhaiya hehe

  • @Farhan Raza hehe 3 din badi uff

  • @Farhan Raza uff bhaiya kyu or jiju kyu

  • @Crystal yup ik main future Dekhti hu πŸ˜‰ maine sahi kaha tha mukta ke bare main

  • @Farhan Raza mujhe aaisa mat bulana aajib lagta hai

  • @Crystal yup 3din

  • @Crystal nhi main ab name se nhi bula sakti sorry main mukta ko behen manti hu aur wo or tum ahm ahm tu tum mere jiju lage

  • @Farhan Raza nahii nahi aaise mat bulana

  • @Crystal nhi yrr main tumko name se nhi bula paogi really sorry

  • @Farhan Raza yaamr kyu

  • @Crystal nhi ji main apne jiju ko name se nhi bula sakti meri soul mujhe iski permission nhi deti πŸ™‚

  • @Farhan Raza uff ab tum mujhe har jagah jiju karke Parisan mat karna πŸ˜…

  • @Crystal uff main aisa he karogi jiju

  • @Crystal accha jiju ji aapko kab se mukta pasand ha I mean kitne time se

  • @Farhan Raza 2,3 hafte hai but jiju mat bolo

  • @Crystal 2,3 hafte wow jiju ji

  • @Crystal ahm ahm btw 2,3 hafte main kitne days hote ha

  • @Farhan Raza noo jiju nahi

  • @Crystal are jiju ji chup chap jo maine pucha wo batao

  • @Farhan Raza uff ek hafte Mai 7 days hote hai

  • @Crystal oo

  • @Farhan Raza are nahi bhaii jiju nahiii

  • @Crystal 14-21 din se wow

  • @Crystal bhaii kisko bola jiju ji 🀨

  • @Farhan Raza haan ji and aap hamko jiju na bole nahi to aap hamari shali hui

  • @Crystal ha main aapki sali he hu and bye

  • @Farhan Raza wo mai bhaonao me bha gaya to to bhai bol diya

  • @Farhan Raza sone jaa rahi ho kya sali

  • @Farhan Raza itni jaldi

  • @Crystal oo ok

  • @Crystal ahm ahm ha ab sone ja rahi hu

  • @Crystal ha papa ne kaha Phone rakhna ko isliye

  • @Farhan Raza ooh

  • @Farhan Raza phir jao sone good night sweet dreams

  • @Crystal good night sweet dreams and take care yourself jiju ji

  • @Farhan Raza ok sali πŸ˜…

  • @Crystal ahm ahm aayu se baat nhi hui yrr 2 din se sad life kya pata wo kisi aur ko like karta ha chodo good night

  • @Farhan Raza ufff dekho kal baat ho jayegi

  • @Farhan Raza so jao tension mat lo

  • @Crystal ok

  • @Crystal hemlo jiju ji

  • @Crystal hemlo

  • @Farhan Raza hemlo sali ji

  • @Crystal kaise hu jiju ji

  • @Farhan Raza accha huu

  • @Crystal ok jiju ji btw mukta di kaha ha ?

  • @Farhan Raza idk puchta huuu

  • @Crystal hm

  • @Crystal unse kaho Insta pe aaye

  • @Crystal kuch baat karni ha mujhe

  • @Farhan Raza uff bolta hu

  • @Crystal uff jaldi kaho

  • @Farhan Raza woo nahi dekh Rahi hai uska net off hai

  • @Farhan Raza hello

  • @Crystal hello jiju ji

  • @Crystal mm I mean 1tap

  • @Crystal ye puchna tu nhi chahiye but kya sach main tumhara break up hu gaya really sorry ye puchne ke liye but main confuse kar rahi hu

  • @Crystal hey kya tum sad hu

  • @Farhan Raza ab to jiju na bolo

  • @Farhan Raza 1tap ya Farhan

  • @Farhan Raza puchana nahi chaiye to mat pucho na plms 😭

  • @Crystal somryy

  • @Crystal sad hu na

  • @Crystal koi nhi ye sab tu hota rehta ha life main dil pe mat lo

  • @Farhan Raza yaamr kon na sed hota yaamr

  • @Farhan Raza mere sath to phali baar huaa naa

  • @Farhan Raza and ab shayad hi gf banegi

  • @Crystal koi nhi pehli baar hua ha bhul jao dusri baar nhi hoga

  • @Farhan Raza uff dusri baar sayad hi banaunga mai

  • @Farhan Raza mujhe kuch samajh nahi aaya achanak se usne ye bola mujhe abhi bhi yekin nahi ho raha hai

  • @Crystal koi na ab tum shaadi he karna badhe hoke

  • @Crystal wo usne mujhe bataya usne kyu kara janna ha tumko?

  • @Farhan Raza ahm ahm waah waah kya baat Kari wah ufff πŸ˜”

  • @Crystal sorry

  • @Crystal chalo bata deti hu

  • @Farhan Raza batao

  • @Crystal usne iss liye kara kyuki jaise mere ghar wale ha na strict waise he uske ha aur agar uske papa ko pata chal jata tu

  • @Crystal -pata nhi kya hota and wo nhi break up nhi karna chati thi but majburi thi uski

  • @Farhan Raza haan mere se bhi bola tha ki

  • @Crystal hm

  • @Farhan Raza jaisi crystal ke ghar me boys aloud nhi hai waise hi mere bhi aloud nhi hai toh abhi hum bahut chote hai

  • @Crystal dekho main ye tu nhi khe sakti ki main samajh sakti hu kyuki mere sath kabhi nhi hua but hum hamesha dost rahege lammu

  • @Farhan Raza jab bade honge tap shayad se problem ho sakti hai isliye! yahi bola

  • @Farhan Raza yes bestfriend forever lammu

  • @Crystal πŸ˜„

  • @Crystal aza hm and mujhe ye bhi nhi pata ki main aayu ko like tu Karti hu but ghar main ye sab aloud he nhi lol haha πŸ™‚πŸ‘πŸ»

  • @Farhan Raza haan uske sath bhi aaise ho jata

  • @Crystal ha tu main shayad se usko nhi bataogi kabhi πŸ™‚ main nhi chati meri wajha se koi hurt hu

  • @Farhan Raza sab sahi hi khate hai first love sabse acchi hoti or wo puri bhi nahi hoti 😁😁

  • @Crystal ha πŸ˜„

  • @Farhan Raza ooh but one sided love uff sahi hi hai

  • @Crystal and phir second love hu bhi nhi pata 😁

  • @Farhan Raza sahi baat hai 😁 ab aage dekhenge kya hota hai

  • @Crystal ha one side love ki baat he Alag ha πŸ˜…

  • @Farhan Raza second love sidha samdi mai πŸ˜…

  • @Crystal and I hope wo kisi aur ye pyaar kar le and mujhe sirf dost he samjhe πŸ™‚ main bahut happy hogi

  • @Crystal ha shaadi he second love ha

  • @Farhan Raza ooh sahi hai but tumhara kya

  • @Crystal mera kya koi nhi she lenge but kisi ko meri wajha se hurt hu ye main nhi she sakti

  • @Farhan Raza haan sahi hai 😁 shate aaye hai shate rahenge

  • @Crystal hm

  • @Crystal wo happy tu main bhi happy πŸ˜‚πŸ˜‚ hehe lol

  • @Farhan Raza hehe

  • @Crystal aaj se jealous nhi hona , Zada pyaar se baat nhi karni , zada care nhi karni , zara baat karne ke bare main nhi sochna❌ye nhi

  • @Crystal ab se ye main nhi karogi ❌

  • @Crystal and ha Zada sochna bhi nhi ha uske bare main ❌❌

  • @Farhan Raza uffffff

  • @Crystal kya ye sab main kar sakti hu aayu ke samne πŸ˜‚

  • @Farhan Raza chalo pyar ko sacrifice kar rahi ho parents ki wajah se but kar bhi kya sakte hai

  • @Crystal ha ab sirf hass na he ha chahe kaisa bhi feel hu πŸ˜‚πŸ˜‚

  • @Farhan Raza idk but kahi wo bhi tumko like karta ho to kya karogi

  • @Farhan Raza mujhe to apne dp wali pic jaise rhana hai

  • @Crystal ahm ahm ye maine nhi socha

  • @Farhan Raza kuch bhi no feelings no Lough no cry

  • @Crystal hehe mujhe apne ty dp jaisa πŸ˜‚

  • @Crystal bilkul dead boby jaisa?

  • @Farhan Raza ufff

  • @Farhan Raza ayanokoji ko janti ho

  • @Crystal nhi janti

  • @Crystal Google pe dekh lungi

  • @Farhan Raza haan dekh lena anime character hai

  • @Farhan Raza jinka Maine dp lagaya hai wahi hai ayanokoji

  • @Crystal jo bhi hu but aayu mujhe like nhi kare bas warna wo hurt hoga

  • @Farhan Raza are koi na wo bhi she lega mere jaise

  • @Crystal nhi main nhi chati wo sad hu ya usko hurt hu

  • @Crystal and bye good night sweet dreams and take care

  • @Crystal main sone jaa rahi hu byem lammu

  • @Farhan Raza ooh na hi like karta hoo

  • @Crystal main chati hu wo sirf happy rahe sad nhi 😁

  • @Farhan Raza good night sweet dreams take care

  • @Crystal ahm ahm tum mujhko tension mat do ki wo mujhe like karta ha warna mujhe neend nhi aayegi and main uske bare main he sochti raho

  • @Farhan Raza haan haan happy rahega mai jo hu uske jindagi me khikhikhi πŸ˜… bye lammu

  • @Crystal ahm ahm byem lammu but yrr mujhe ek baar baat karni ha chat main bas ek baar

  • @Farhan Raza nahi nahi tum so jao meri neend kharab hogi Aaj uff Aaj yahi mind me aayega

  • @Farhan Raza aayu se

  • @Crystal oye chup chap so jana tum bhi Zada mat socho!

  • @Crystal ha sirf ek baar

  • @Farhan Raza ahm ahm dhamki de rahi ho ki bas bol Rahi hoo

  • @Crystal bas uska haath sahi hu jae and wo live kare ahm ahm

  • @Farhan Raza ooh waah

  • @Farhan Raza so jao uske bare Mai sochogi to na so paaogi jaise mai nahi soo paraha uff ye dukh dard pida

  • @Crystal dhamki samjho ya kuch but jo maine kaha ha wahi karo so jao!

  • @Crystal ha so he rahi hu

  • @Farhan Raza haan try karta huu

  • @Crystal hlo

  • @Crystal yrr aayu ne mujhe I love you Japanese main bola 3-4 baar and maine pucha bhi ki mazak ha ya prank kar rahe hu ya dare ha

  • @Crystal kuch reply nhi kara

  • @Farhan Raza haan mujhe lag raha hai yahi ho raha hai jiska dar tha

  • @Farhan Raza he loves you

  • @Crystal nah aisa nhi hu sakta wo mazak kar raha hoga 😡

  • @Farhan Raza naah yaamr sorry sach hai ye koi aaise nahi bolta usne Japanese me hi bola

  • @Crystal but😞

  • @Farhan Raza but what

  • @Farhan Raza usse pucho agar ye sach hai to usko samjhao or kuch option nahi hai

  • @Farhan Raza suno PvP karogi kya

  • @Crystal ha but mujhe lagta ha wo mazak kar raha

  • @Crystal nhi abhi nhi kar rahi pvp meri tabiyat theek nhi peth dard ha mere aur sar dard bhi subha se πŸ˜‘

  • @Farhan Raza hello

  • @Farhan Raza hemlo

  • @Farhan Raza hello kahan hoo

  • @Crystal hello main kaha hu ye puch rahe hu πŸ˜‘ tum batao tum kaha the stream pe bhi nhi aate game main bhi nhi aate huh

  • sadly you are right

  • @Farhan Raza ooh it is truth my sister

  • @Lexi yeah

  • @G@l@)(Β₯✨ B&S hi

  • yup!

  • @Crystal hloo πŸ˜„

  • @G@l@)(Β₯✨ B&S hiii

  • @Crystal how r u 😁

  • @G@l@)(Β₯✨ B&S fine u ?

  • @Crystal fine πŸ™‚

  • @G@l@)(Β₯✨ B&S kya hua aap ko?

  • @Crystal kuch nhi πŸ˜„